Mere dil mein sawal base anek
Kehena ye chahe tujhse ye
Meri baaton mein shabd nhi anek
Kehena mien chahu tujhse ye
Tere pyar ko dil mein chupaye
Teri nazro se nazre churaye
Agar mein kuch na kahu toh
Agar mein kuch na kahu toh
Mere dil mein basi hai teri hi dhun
Tere bin milta nhi sukoon
Tere pyar ko dil mein chupaye
Teri nazro se nazre churaye
Agar mein kuch na kahu toh
Tere pyar ko dil mein chupaye
Teri nazro se nazre churaye
Agar mein kuch na kahu toh
Agar mein kuch na kahu toh
Agar mein kuch na kahu toh