Ma - kya beta call toh kar liya kar ..padhai kesi chalri he?
Ma- kya hua tabyat kharab he?
Son - arey kuch nahi hua me aapko baad me call back karta hu.. busy hu
Ma - achha beta tu dhyan rakh
Dost bole ye sab chodh tu bs bhole ko pradam kar
Ye loni ki life ha ye he loni ki life
Tu jeele loni ki life ha ye he loni ki life
Birthday k din yaha padhte kantap he
Ma ne bolke bheja beta tu hi mera laal he
Ab tujhko kya batau ma yaha bs hara bhara haal he
Shoes mere gande bhai ye kichad wali chal he
Theke ke aage aaye din hojata kyu bawal he?
Healthy ke naam pr bs khire ka salad he
Seniors ke fefdo me taar hain..
4 kash pehle fir ye baad me bimar (Laughs)
Maal he bhai kya maal he!
Eve teasing ke liye yaha kuch londe tyaar he
Jo jo jo kafi fit faat he!
Khud se khud ki awaz utha
Loni ki hawa me dhua badh raha
Fool he fool he kul fool he
Clean food will be served daily
Clean food will be served daily
Baatain karte pith k piche
Phir bhi sath khet ye siche
Usko tang pakad kar niche ye khiche
Toh ab se rules saare jaan de
Tere vaadain sare jaan de
Ki tu jile loni ki life ha ye life
Ye he loni ki life tu jeele loni life