Tape recorder leke ghoom gana sunke mera jhoom
Boom kartu ek Jota lota khaali mann hai tera Khota
Chota beshaak kabiliyaat pe na koi shaq
Din raat jo tu karta sirf bak - bak!
Idgf tujh jaise Jhatoore ko
Kaam abhi aadha mujhe isse pura karne do!
Leta na hu main viram karke tera raam naam
Rest in Peace teri body gai seize
Sez on the Beat boy making music ease!
Dhyaan laga jo bythu main toh kehdun baatein saari aari
Ab hai meri baari qki ab na khair tumhari
Jo karun main, Toh bharu main
Main bana yamdoot teri thoot pe dun moot
Rab tu meto baksh kash hai ye mera ab
Shabd gehre behere lere teri keh ke lere
Bol tere bol tere ab tu beta bol tere
Teri antar aatam ka kardu khatma
Tu baat maan meri anjaam main na deri
Hera pheri karli curly baal tere girly
Rakh ke maine teri dhar li
Kar na paye jb mere jitna
Rat le bak le chakh le shaklein bann jani hai teri
Aghas kar liya hai Anjaam bhi milega
Galati ki hai toh ilzaam bhi lagega
Katega alfaazon se pitaron se sitaron se
Ghosale main rehne waale bhosde
Mazak banke rehgaya mehez
Aukaat main dikha dun jaise beat pe hun dheet main
Reet meri seekhle repeat ye beat hai!