I ain't no popping no pill
Chahta hun kardun main kill
Kardun main kill kardun main kill
Iss beat ko chahta hun karna
Beat main khudko khuse sangharsh
Murder iss beat pe jaise ho Reek bey
Mehnat hi zariya seekh lo na
Zindagi meme na ye , keemti hai
Jeelo jee bhar ke scenery ye
Tumhe ni pata kab cheenli jaye remake bhai
Khaali beytha phodun time bas
Socha kyun na bharun rhymes ab
Flow jaise laya tsunami machadi tabhahi
Tabhahi ke baad na diya dikhai
Chadhai hai bohot phonchega tabhi tu top pe bro
Haathi chalein kutte bhawtey bro
Toke mara sab khastey bro
Gaane baje hum vibe main bro
Chal side ho thoda main psycho
Bhai ko aya gussa toh maai de cho
Aai-bow gai patang kissa khatam
Jota kar bam G-shock haathon main
Voltage hai baaton main high
Khudse kamaye hum khudse hi khaaye
Udhaari chadi thodi sar par hai bhaai
Ni kartey deny ghar par baithe bas gaane banaye
Moti gaddi cash stash ho pura
Nalley londe baithey fookte kooda
Gardan pe chaaku aur haathon mein chura
Issey bhi jyada kuch hoga kya bura?
Nakaro iss baat ko aapto khaastaur
Pala jo aasteen ka saanp wo dost ke roop mein
Dhoop mein ghoom ke hua main kala
Malana fookun main kehtey tum kaala
Peice ka peice hai baithe sab 20 ke 20 hain
Kheench ke peace main theek hai sab
I ain't no popping no pill
Jhoomu main jhoomu main jhoomu main jhoomu main
Theek hun main Theek hun main