LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Woh Lamha

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Verse 1
Na main raha, na woh tum rahay,
Na woh pal raha na woh baatein teri

Bridge 1
Bechaini jaane kyu, aankhein kyu bharr aayein
Lagta hai tunay phir yaad kiya
Kaifiyat kaisi yeh, kaisi yeh tanhaai
Lagta hai tunay phir yaad kiya

Chorus
Jaise hee shaam dhali, ik aahat si suni
Jaise tunay mera naam liya
Woh ghazal jo adhoori thi, bikhre un lafzon mein
Jaise teri parchaaiyaan

Verse 2
Suna hai ke waqt har zakhm ko bhar deta par
Aaj bhi yeh dard kal ka hee lagay
Yehi tha suna, bhool jaana behtar hai par
Aks bhi tera apna hee lagay

Bridge 2
Kaisa woh lamha tha, khamoshi thi har suu
Aur uss pal, tu meri aadat bani
Pal do Pal ki Qurbat, sadiyon ki tanhaai
Tu meri aakhri mohabbat bani

Chorus
Jaise hee shaam dhali, ik aahat si suni
Jaise tunay mera naam liya
Woh ghazal jo adhoori thi, bikhre un lafzon mein
Jaise teri parchaaiyaan

Interlude
Woh lamha guzar gaya
Kayi sadiyaan beet gayein,
Phir bhi kahin tera gham hai chupa
Tooti tasweer thi
Bikhri hain kirchiyaan
Berang sa yeh Aasmaan

Chorus
Jaise hee shaam dhali, ik aahat si suni
Jaise tunay mera naam liya
Woh ghazal jo adhoori thi, bikhre un lafzon mein
Jaise teri parchaaiyaan

PUBLISHERS

Lyrics © TUNECORE INC, TuneCore Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other