Teri meri ye kahani yun bani
Hui teri meri raahen fir juda
Teri meri kyun hai aankhon me nami
Kyun hai tera mera dil zakhmi yahan
Teri meri ye kahani kaun si
Gum hum tum tanha dil yahan
Kaise tere mere uljhe silsile
Tere mere dil judkar bhi juda
Teri meri rahon me mehfilen
Mehfil se bhara ye kafila
Fir bhi nazrein kyun talashti
Teri meri kyun hai aankhon me nami
Kyun mili humko aisi saza
Teri meri kyun hain ye bandishen
Teri meri kyun manzil hai juda
Tere mere kyun dil berang hain
Lage banjar kyun ye gulsitaan
Kyun hain teri meri sanson me fasle
Kyun rootha humse hai khuda
Teri meri ye kahani yun bani
Hui teri meri raahen fir juda
Teri meri kyun hai aankhon me nami
Kyun hai tera mera dil zakhmi yahan
Teri meri ye kahani kaun si
Gum hum tum tanha dil yahan
Kaise tere mere uljhe silsile
Tere mere dil judkar bhi juda
Tere mere dil jud kar bhi juda