Rehmat ka Sanitizer barsayega bhola
Rehmat ka Sanitizer barsayega bhola
Har shakhs ko ek fighter banayega bhola
Koi shak aur Shuba nahi hai
Koi shak aur shuba nahi hai
Apne mureedo ko immunizer dilayega bhola
Rehmat ka Sanitizer barsayega bhola
Har shakhs ko ek fighter banayega bhola
Sara jahaan gamgeen hua hai
Aaj yaha har shay se bacha hai
Hooooo Sara jahaan gamgeen hua hai
Aaj yaha har shay se bacha hai
Ashko se tar ye zameen hai
Ashko se tar ye zameen hai
Hai raahe band advisor ban jayega bhola
Rehmat ka Sanitizer barsayega bhola
Har shakhs ko ek fighter banayega bhola
Hoooo Aayegi fir nayi subah in
Ek nazar e karam ki kami hai
Dikhti na kahi raushni hai
Ek nazar e karam ki kami hai
Dikhti na kahi raushni hai
Duniya ka improvisor ban jayega bhola
Rehmat ka Sanitizer barsayega bhola
Har shakhs ko ek fighter banayega bhola
Koi shak aur Shuba nahi hai
Koi shak aur shuba nahi hai
Apne mureedo ko immunizer dilayega bhola
Rehmat ka Sanitizer barsayega bhola
Har shakhs ko ek fighter banayega bhola