Dil ne kahan, dekha kuch bhi, na socha kuch kabhi
Yeh pyaar kya hai, koi na jaane, na yeh samjhe koi
Andekhi raahon mein chalna hai, baahon mein milna hai
Isme kaatein bhi hai aur khushiyan bhi hai
Kehte hai, chahat mein, nazdeekiyan ho fir bhi aayein kayi faasle
Par doori, do dil ko, na kar paye juda yeh dil jiska hath thaam le
Andekhi raahon mein chalna hai, baahon mein milna hai
Isme kaatein bhi hai aur khushiyan bhi hai