Ye jo dikhlayein woh gaur se dekh lena
Ye jo sunayein ab dil se sun lena
Maybe ye bhi tum dekhke bhul jaana
Crazy, hai bhi bas sunke hass lena
Khawabon se guzarish hai dil ki sipharish
Likha hai jo Mera kal hoga woh mera
Machli ka ud jana Titli ka tair jaana
Socha hai? kabhi socha hai?
Aise duniya kehti kar woh Jo hum kahe toh
Ye manzil hai meri , yeh rasta hai mera
Ab hai na koi fikar na hai ab koi bhi dar