Badla hai ye sama badli ab har fiza
Badli badli si har subha hai
Manzil itne kareeb hoke bhi puchate ho
Kismat main aage kya likha hai
Tu bas ye jan le teri jagah jo hai
Kaisa ye tufaan hai jo dil main shor kar raha
Seene ko cheer kay nikalti hai iski hawa
In hawaon pe hoke sawar tu apne paron ko fayla