Yun tedhi-medhi raahon mein uljha hua tha
Tujhko hi kadam kadam dhundhta
Socha kabhi na tha maene jo wo ho gaya hai
Dil mera tere khyaalon mein hi kho gaya hai
Na hai safar ki fikar jo tu hogya ha
Khoya sa main hoon parinda tu asamaan hai
Mera pata ab tere siwa kahan hai
Milunga main to hamesha hi tu jahan hai
Khwaabon ko mere dastakht teri manzoor hai
Aane se tere viraaniyon mein noor hai
Manzil se hain, sang tere raaste
Ye raaste ab hai mera jahaan
Jo iss safar mein hai humraah tu
Kya chahiye ab koi karwaan?
Socha kabhi na tha maene jo wo ho gaya hai
Dil mera tere khyaalon mein hi kho gaya hai
Na hai safar ki fikar jo tu hogya hai
Khoya sa main hoon parinda tu asamaan hai
Mera pata ab tere siwa kahan hai
Milunga main to hamesha hi tu jahan hai
Yun hi rahe tu mera khuda
Na kabhi ho tere mere darmiyan faasla
Ishq mein ye seekhe, sambhalta rahe dil mera