LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ankhiyaan

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Aaya na ab tak tu nirmohi
Johte johte baatt na soyi
Jagi jagi ankhiyaan meri (re) x 3
Jabse tere rang rangi main
Kisi ki na main huyi na hoyi
Jagi jagi ankhiyaan meri (re) x 3

Rangaw bharit fizah, Sard hawa
Saarne hinz duwa, Sard hawa
Ganjmatch cha dashshi, Gasi na tamsinz rahmat
Tesindi yinaiy, Baniha Jannat

Tere nagar se sard hawayein
Laanyi nayi ek aas
Pal do pal mein woh pal aye
Jab tu aye paas
Dekh na loon main tujhko jab tak
Rahu deewani khoyi khoyi
Jagi jagi ankhiyaan meri (re) x 3

Chand sitare sab hi denge
Tujhe gawahiyaan ,
Birha mein kaali raaton ki
Badhti sihayiyaan
Jis din teri yaad na aayi
Aisa din na aaya koyi
Jagi jagi ankhiyaan meri (re) x 3

Rangaw bharit fizah, Sard hawa
Saarne hinz duwa, Sard hawa
Ganjmatch cha dashshi, Gasi na tamsinz rahmat
Tesindi yinaiy, Baniha Jannat

WRITERS

MANJEET SINGH KOHLI

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other