Teri berukhi ne mujhe ye sabak, seekhla hi diya
Tere raste se bhi behtar, ye rasta dikhla hi diya
Jabse chehre unke saare .Be—naqab ho gaye
Tabse saare hi sawal khud Jawab ho gaye (repeat after cross)
Woh kahte reh gaye hum.Barbaad ho gaye
Wo jaante hi nahi hum.Azaad ho gaye
Bhooli woh rahein saari.Saath jinpe guzre the
Chun hi liye woh saare Dil ke jo tukde the
Woh kahte reh gaye humBarbaad ho gaye
Wo jaante hi nahi hum.Azaad ho gaye
Iss khushi pe meri ab Woh udaas hogaye
Tabse saare hi sawal khud Jawab hogaye
Phoolon ki pankhein saari Anjuri mein bhar lungi
Manzil ko tay bhi apni Marzi se karlungi
Woh kahte reh gaye humBarbaad ho gaye
Wo jaante hi nahi humAzaad ho gaye
Qatilana ab mere Andaz hogaye
Tabse saare hi sawal khud Jawab hogaye