Iss saal ki yeh baarish, paigaam leke aayi hai
Jhoote vaade aur tera, naam leke aayi hai
Bheegi huyi si ek, shaam leke aayi hai
Jhoote vaade aur tera, naam leke aayi hai
Toote dil ki chuupiyaan, shor macha rahi hai
Woh teri jhooti baatein, boondein dohra rahi hai — 2
Mere liye zehar ka, jaam leke aayi hai
Jhoote vaade aur tera, naam leke aayi hai
Iss saal ki yeh baarish, paigaam leke aayi hai
Jhoote vaade aur tera, naam leke aayi hai
Teri bewafayi ka, kissa chappa hai
Boond boond mein mera, hissa chippa hai — 2
Apni kahani ka, anjaam leke aayi hai