khol du aaj mai saare raaz
Man Mai Lagi hai Aisi aag
Jal gye mujhko ye aage dekh
Hoga Kya ab Kya aage dekh
Dushmano ki mujhe mahak aayi
Sukhi nadi mai lahar aayi
Naw Mai baithe they tum tika ke
Or humne naapi thi gahrai
Na hum haath Mai aate hai
Ye bagh na haath milate hai
Na hum haath Mai aate hai
Na hum haath Mai aate hai
Jab bagh ye ghat lagata hai
Shabdo se khof jagata hai
Gar sir mai ghamand kbhi aata hai
Dhad se ye sir le jaata hai
Na hum haath Mai aate hai
Ye bagh na haath milate hai
Na hum haath Mai aate hai
Na hum haath Mai aate hai