LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Sher Khan

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jaanwar hajaar yaha
Jaanwar hajaar yaha

Yaha ka haiwaan
Na wardi se darta ab
Kanoon ke hatho se
Justice nahi milta toh

Aaja kingdom mai
Justice milega
Sher Khan
Sidha .32 hi chalta hai

Nange ye mogli
Hai ban gye shikar kai
Bhalu or bhediye
Ladne ko tyaar nahi

Bante ye faad
Chaati bahar
Suni Sher ki dahaad
Fat ke hui char

Baar baar suno
Sher ki dahaad suno
Baar baar suno
Sher ke dahaad suno

Jaanwar hazar yaha
Jaanwar hazar yaha
Bas ek Sher khan
Sher Khan

Jaanwar hazar yaha
Bas ek Sher khan
Jaanwar hazar yaha
Bas ek Sher khan
Sher Khan

Bas ek Sher Khan
Bas ek Sher Khan
Sher Khan

Seedha kaam Mujhe jamta nahi
Seedha sa kaam jyada chalta nahi
Mahnat ka kaam yaha chalta hai
Ek raat Mai hira koi Banta nahi

Banta hai toh fake hoga
Asli sirf Ek hoga
Dekhe mujhe bole log
Aadmi ye Naik hoga

And I will take all the
Heads I will take over
Bass aisa gaano Mai ki
Sabka rear Shake hoga

Phiche pade
Jaise bheekh chahiye kaise log ho
Gaye hamari mata
Phir bhi beef chahiye rappero ko

Mere jaisi beat chahiye rappero ko
Can't compete another week chahiye rappero ko

Jaanwar hazaar yaha
Jaanwar hazaar yaha
Bas ek Sher Khan
Sher Khan

Jaanwar hazaar yaha
Bas ek Sher Khan
Jaanwar hazaar yaha
Bas ek Sher Khan
Sher Khan

Bas ek Sher Khan
Bas ek Sher Khan
Sher Khan

WRITERS

Atharv Choudhary

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Anger

Sentiment
Thumbsup IconThumbsdown Icon
Theme

None

From This Artist