Tu kehti thi bas kuch din
Par kuch dinon ne dheere se
Main lafz hi dhundhta raha
Tu aage badhti chali gayi
Main samajh baitha pyaar ko sabr
Fark bas itna tha ve meri
Aur teri sirf ek chahat main
Main har ek yaad sambhaal ke
Tu raahon mein chhod aayi
Main chalna seekh raha hoon
Log poochhte hain ab bhi mujhse
Main hasta hoon bas itna kehke
Tera naam aaj bhi labon pe hai
Dard wahin hai seene mein
Bas cheekh dheemi ho gayi
Tu jeet ke bhi akeli reh gayi
Main khafa hoke thak gaya
Par main khud se mil gaya