Bandeya kya le kar tu aaya tha
aur kya hi le kar jaayega
Bandeya ye dukh tu kis kis ko batayega
aur kaise sab ko samjhayega
O bandeya, o bandeya, o bandeya bata mujhe kahaan hai
O bandeya, o bandeya, o bandeya bata mujhe kahaan hai
Om namo bhagavate vaasudevaaya
Kitni door main chala gaya
khud se door main ho gaya
Kis disha mein jaaun re bandeya
Wo maa ki photo sang leke
nikla tha jab khwaab pehne
tab neend mujhe aa jaati thi
Jab aanchal mein dhakti thi
to aur khil main jaata tha
O bandeya, o bandeya, o bandeya bata mujhe kahaan hai
O bandeya, o bandeya, o bandeya bata mujhe kahaan hai