LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Pyaari Si Barsaat

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
।। Pyaari Si Barsaat ।।
Mukhdaa:-
Male:-
(Tujhse Hi Jazbaat Hai... Hatho Me Tera Hath Hai...
Sath Laai Dono Ko... Ye Kaisi Raat Hai... ) -2
Cross Line:-
Lag Rahaa... Jaise Khawaab Hai...
Bheegna.... Behisaab Hai...
Hookline:-
Aaj Ki Jo Raat Hai... Wo Bahot Hi Khas Hai...
Sath Tu Hai Aur Ye... Pyaari Si Barsaat Hai...
Ishq Apni Zaat Hai... Zubaa Pe Dil Ki Baat Hai...
Sath Tu Hai Aur Ye... Pyaari Si Barsaat Hai...

Antraa 1:-
Iss Chandni Si Raat Me... Lage Chand Tera Badan...
Kuchh Aise Mujhme Samaya Hai Tu... Mujhme Hu Mai Kamm...
Teri Zulf Jaise Kaali Ye Ghataaye...
Maano Aag Jaise Seene Me Lagaaye...
Crossline:-
Kya Sukoon Hai... Teri Baato Me...
Teri Baaho Me... Hi Aaram Hai...
Hookline:-
Aaj Ki Jo Raat Hai... Wo Bahot Hi Khas Hai...
Sath Tu Hai Aur Ye... Pyaari Si Barsaat Hai...
Ishq Apni Zaat Hai... Zubaa Pe Dil Ki Baat Hai...
Sath Tu Hai Aur Ye... Pyaari Si Barsaat Hai...

Koda:-
Female:-
Bijliyaa Bhi Raag Gaaye...
Raat Jugnoo Sa Chamak Jaaye...
Saanse Bhi Rook Jaati Hai... Tere Aane Se...
Jab Tu Mere Paas Aaye...
Dil Ye Mera Mushkuraaye....
Pyaara Ye Mausam Lage... Tere Aane Se...
Crossline:-
Male:-
Chhu Liya... Tujhe Boondo Ne...
Aa Gayi... Inme Mithaas Hai...
Hookline:-
(Aaj Ki Jo Raat Hai... Wo Bahot Hi Khas Hai...
Sath Tu Hai Aur Ye... Pyaari Si Barsaat Hai...
Ishq Apni Zaat Hai... Zubaa Pe Dil Ki Baat Hai...
Sath Tu Hai Aur Ye... Pyaari Si Barsaat Hai...) -2

WRITERS

Ayush Anand, Aakash Gupta

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other