LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Kuch Ankahi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Pyar Ki Dehleez Per
Log Kyun Chalte Rahe
Mushkilein Hain Har Qadam
Soch Ke Darte Rahe

Be Wajah Hans Diye Thy
Khawah Makhawah Ro Pare
Bawrey Thy

Do Panchi Urne Lage Thy Phir
Baadlo Main Kho Gye
Ik Manzil Ke Thy Do Rahi
Qismat Se Milte Rahe

Kuch Ankahi Si Hain Jo Baatein
Dil Ki Dil Main Na Rahe
Waaday Bhi Hain Kasmein Bhi Hain
Na Rahein Shikwe Giley

Subha Woh Coffee Ki
Khushbu
Jhagre
Ankahi Si Baato Main
Uljhe Rahe
Aur Raato Ko Phir Taare Ginte
Mil Ke Hanste Hum Kyun
Jane Kyun

Haan Silsilay Jo Chal Pare Hain
Bus Yunhi Chalte Rahein
Chahe Ache Ya Bure Hain
Thore Se Apne Tou Hain

Kuch Ankahi Si Hain Jo Baatein
Dil Ki Dil Main Na Rahe
Waaday Bhi Hain Kasmein Bhi Hain
Na Rahein Shikwe Giley

‎Pyar Ke Raasto Main
Dil Bhala Kyun Chalein
Bawrey Thy

Do Panchi Urne Lage
Baadlo Main Kho Gye
Ik Manzil Ke Thy Do Rahi
Qismat Se Milte Rahe

Kuch Ankahi Si Hain Jo Baatein
Dil Ki Dil Main Na Rahe
Waaday Bhi Hain Kasmein Bhi Hain
Na Rahein Shikwe Giley

WRITERS

Khalish, Mohammad Ahmed

PUBLISHERS

Lyrics © Audiam, Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist