LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

BADAL

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Badal ne chum liya parwat ko
Sagar ki leheren pukarti hain ambar ko
Shanti ka jaap liya mantar vo
Dil se aawaz maine maari hai Shankar ko

Tera sath lge jannat ho
Chahe zmi aasma ka antar ho

Tera sath lge jannat ho
Chahe zmi aasma ka antar ho

Maangti chriaag meri chillam
Parvati parvat ne door kare illam
Beimaan punk jo mili teri jaankari
dharti aur ambar ka hua hoga milan

Mujpe tu padi phli dhoop ki h kiran
Dekh tera roop koi bana du me filam
Pure gadwal ko hai pata teri chal esi
Murde b jaag jaaye jiska na jeevan

Sun mere geeto ki dhavni tere chehre se khati hai mail
Girta me jharne ka paani hu
Pee legi jisko tu chu te hi ajnavi ese kar degi der

Mil mujko kahi hai tu sapno me gum
Jaante na muje par apne ho tum
Is pure sheher na mera hai koi
naa me samaj raha tujko me dhoond

Thanda rkha apne mastak ko
Sada nishana or dastak do
Chahiye malana jo sangat ko
Teeno jb baithe to barkat ho
Sath mile ankhon se haath lge jaanat vo
Jaap Bholenath ka to aag lge Ambar ko
Pesh kiya Johri ko daam beshumar lga
Ma ksm cheen lenge sb jaise apna mukaddar ho
Shanivar yaad aya bhaari mera shani
Mulaqat kaal se to mehefil bni
Mai hoshiyar bda meri kismat dhani
Honhaar pura mera crew me na koi kami

Aye tere ghere me tum saanse lere the
Mai flow maar kheench k
Sehem gya ye sama dekh
Bol bola B A D gang k pura scene para
2 4 din ki bachi

Badal ne chum liya parwat ko
Sagar ki leheren pukarti hain ambar ko
Shanti ka jaap liya mantar vo
Dil se aawaz maine maari hai Shankar ko

Tera sath lge jannat ho
Chahe zmi aasma ka antar ho

Tera sath lge jannat ho
Chahe zmi aasma ka antar ho

WRITERS

J PUNK, RANA JI

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other