LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Dooriyan

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Hai raabta, tujhe kya hua
Tu mere pass kyu hai nahi
Ye mai hu ya koi humshakal
Ab ro raha ye nahi
Jo har dafa kari galtiya
Dohrata wo ab nahi
Aehsas tera mujhe choota na ya
Mehsoos hota nahi
Ye dooriyan, ye faasle
Tu mitate, hann mitade
Tu pass aake yu chu ke mujhko mitade, haan mitade
Tujhsa na koi mila
Hoton ko tune tha chua
Hatoon mei janjeer si
Kismat ko tune likha
Ab hum sitaro mei hai
In band kitabo mei hai
Saason tu hi basi
Tu hi nigahon mei hai
Humrahi tera hai akela idhar
Dastake hai is darwaze par
Bs teri na khabar
Ab andhera bulaye
Mujhko apni taraf
Ya mai yu hi doob jaunga ya jaunga nikhar
Hai raabta, tujhe kya hua
Tu mere pass kyu hai nahi
Ye mai hu ya koi humshakal
Ab ro raha ye nahi
Jo har dafa kari galtiya
Dohrata wo ab nahi
Aehsas tera mujhe choota na ya
Mehsoos hota nahi
Ye dooriyan, ye faasle
Tu mitate, hann mitade
Tu pass aake yu chu ke mujhko mitade, haan mitade

WRITERS

Govind Singh

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Royalty Network, O/B/O DistroKid, Sentric Music

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other