Chup gaya hoon khud se hi
Sapnon mein kaafi kho gaye
Khwabon mein phir na aana
Lamho mein khoya hoon main
Hosh mein hoon nahi, mujhe tu jaga de zara
Humsafar wo nahi, mujhe chhoo ke jaa zara

Khayalon mein hai sawal ye tere
Zubaan pe mere khayaal hain mere
Jaana teri kasam ghutne laga hai dum