LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Midnight Confessions

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Ye us raat ki baat thi
Jb tanhaiya saath thi
Hoton pe tera hi zikar
Yaadon mei tum ho aaj bhi

Ye us raat ki baat thi
Jb tanhaiya saath thi
Hoton pe tera hi zikar
Yaadon mei tum ho aaj bhi

Le pakad tu jaam
Aaj krenge dono nashe
Aaj jo bhi ye baat mei bolunga mic pe
Kabhi na kari wo fake

Kare the maine kalesh
Tune bhi kare kalesh
50 ke pure the shades
Thoda sa liya tha break
Par tu kare mujhe hi pura blame, kyu bitch?

Aaj na koi bhi saath hai
Gano mei kaise ye saaz hai
Dil mei thode raaz hai
Saath na koi bhi khas hai
Koi na tere baad hai
Tasalli deta khudko
Dil kare na khudpe naaz hai, sab bekar hai

Tu deere dheere gum ko bhula de
In aasuo ye gum bhi suna de
Tujhe bhi toh meri kami par
Tu meri hi na rahi

Ye us raat ki baat thi
Jb tanhaiya saath thi
Hoton pe tera hi zikar
Yaadon mei tum ho aaj bhi

Ye us raat ki baat thi
Jb tanhaiya saath thi
Hoton pe tera hi zikar
Yaadon mei tum ho aaj bhi

She wanna be my close
Par ye mere dimag mei
Par wo mere kareeb nai
Wo aati na kareeb mere
Par kabhi she just wanted me
Mujhe kuch na pata, lge meri thi khata
Tu toh mera tha khuda, meri baatein hai gunah
Fir bhi teri har khushi thi mere jeene ki wajah

Tu deere dheere gum ko bhula de
In aasuo ye gum bhi suna de
Tujhe bhi toh meri kami par
Tu meri hi na rahi

Ye us raat ki baat thi
Jb tanhaiya saath thi
Hoton pe tera hi zikar
Yaadon mei tum ho aaj bhi

Ye us raat ki baat thi
Jb tanhaiya saath thi
Hoton pe tera hi zikar
Yaadon mei tum ho aaj bhi

WRITERS

Govind Singh

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

Coarse Language