Tumse kyu naraazgi ye kaisi hai
Phir tum baaton hi baaton mei
Humko kardiya tune bhi yu begaana
Teri aakho ki palkon mei tehre se wo behte aasu
Teri panghat ki chaukhat mei hu mai jaana
Hone lage hai khudse door
Hum dono mei hai ye kaise darmiyan?
Tere khawabon mei hai kya
Mera ghar jalake tumko kya mila?
Kashti teri bhi doobi hai
Manzil meri bhi roothi hai
Hum dono mei hai ye kaise darmiyan?
Tere khawabon mei hai kya
Mera ghar jalake tumko kya mila?
Hone lage hai khudse door