LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Pohoncha Day

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Phoncha day meray is dil ko
Teri nazron kay kareeb
Khwabon mein woh har dam rahay
Meri yaadon mein bhi woh hi

Aankhein teri thin
Meray dil nashiin
Baatein teri thin
O aashikee
Intizaar aap ka yahaan hai
Intizaar aap ka yahaan hai

Sadiyan jo beet gayin
Tujhay kabhi bhoolaa nahin
Lamhay jo guzar gaye
Teri aarzo mein kahin
Tujhay kabhi bhoola nahin

Aankhein teri thin
Meray dil nashiin
Baatein teri thin
O aashikee
Intizaar aap ka yahaan hai
Intizaar aap ka yahaan hai

Intizaar aap ka yahaan hai
Intizaar aap ka yahaan hai
Intizaar aap ka yahaan hai
Intizaar aap ka yahaan hai

Phoncha day meray is dil ko
Teri nazron kay kareeb
Phoncha day meray is dil ko
Teri nazron kay kareeb
Phoncha day meray is dil ko
Teri nazron kay kareeb
Phoncha day meray is dil ko
Teri nazron kay kareeb

WRITERS

Muhammad Aminuddin

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

None