Sir pe baal ya aankh mai nishaan
Bharle ghaav lekin chootil imaan
Ab tu kaha bhaagey mujshe door
Tera doshi brahmaan mai tujhse kya Chunu
Haan billu tu mai teri kyu sunu
Haara kyu tu kya teri baatein barbaad
Mai kholu tera basta phati baniyan
Kholu Raaz pitkar mohalle mai shabaashi
Billu nai teri shammat ab aayi
Ka natija tooti chath han plate mai bas pyaaz hi sahi tha
Billu se saari chord di umeed
Tu vo karan jiske liye roz pis raha gareeb
Boond boond badle mai masoom
Ke nas mai nasha cheney phone ye zaleel
Bhaang ke theeke pe beetey lamhein
Kaatey baal chupke se pocket ko maar
Toota guroor jaldi waapis kar chori ka maal
Hobby batua maar peddling aadat jaise Billu ka pyaar