Aur haatho mai bediya hai
Jo kuch bacha tha voh bhi le liya hai
Ab tu kya lega Thakur, sab kuch toh de diya hai
Sattar ka Amitabh aur assi ka bhoot hu mai
Nineties ka Tom Cruise aur aaj ka vajood hu mai
Sab jisko dhoondh rahe vo
Aur yeh yuddh wala scene hai
Yaha gyaan batt raha free mai
Toh jisko lena hai voh lo Warna exit iss scene se
Ab baatein band karte hai
Ha kisi se nahi darte hai
Shabdo mai barood bharte hai
Shabdo mai barood bharte hai
Ha Bairagi kahi thera nahi aur
Voh hai tikne wala baaki sab hai khairaati
Ek aadmi se badhkar uss ki Soch hai kehlati
Apni dhun mai kuch kehra nahi
Jo koi dhyaan de baato par toh
Par ek hi hai seedha raasta
Thodi khamoshi bhi zaroori hai
Warna aadmi pakk jaata hai yaar
Baatein ho gayi toh ab vibe Karna beat pe
Tu raat bhar, recite kar aur Ride karna beat pe
Aage chalunga mai chhuri Maarna peeth pe
Voh saabit kar dega kitni Taakat hai ek jeebh mai
Jisko nahi pata voh jaanle