LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

War Chhod Na Yaar

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Hullad Macha Hain Dekho Dekho Yahan
Dekhega Isko Aaj Sara Jahan
Aaj Chhapenge Saare Veer Ye Kahan
Lagata Ki Bodar Ke Kaatenge Taar Taar

War Chhod Na Yaar
War All Bekaar
War Kyun Hain Taiyyar
War Samjho Na Yaar
War Chhod Na Yaar
War All Bekaar
War Kyun Hain Taiyyar
War Samjho Na Yaar
Samjho Na Yaar

Jung Pal Mein Hai Pal Bhar Mein Hai Mel
Samjha Hai Kyon Isko Bachachon Ka Khel
Yun Tujh Se Ban Jaye Har Ek Ki Rel
Iski To Vardi Raza Par Hi War War

War Chhod Na Yaar
War All Bekaar
War Kyun Hain Taiyyar
War Samjho Na Yaar
War Chhod Na Yaar
War All Bekaar
War Kyun Hain Taiyyar
War Samjho Na Yaar

Baad Mein Hona Iska Malal
Khoon Hota Hai Sabka Hi Lal
Kyon Bahate Ho Uthata Sabal
Jeet Kisi Ki Kisi Ki Ho Haar Haar

War Chhod Na Yaar-4
War All Bekaar
War Kyun Hain Taiyyar
War Samjho Na Yaar
War Chhod Na Yaar
War All Bekaar
War Kyun Hain Taiyyar
War Samjho Na Yaar

Dil Se Sabhi Ne Pukaara
Hum Karein Ye Mann Maani
Gharm Ho Te Kabhi Thandein Hain Ye
Raajneeti Ke Hath Kandein Hain Ye
Hey Gharm Ho Te Kabhi Thandein Hain Ye
Raajneeti Ke Hath Kandein Hain Ye
Jo Ladatein Hain Mushtandein Hain Ye
Inn Pe Na Karna Kabhi Aise War War
War Chhod Na Yaar Chhod Na Yaar
War All Bekaar
War Kyun Hain Taiyyar
War Samjho Na Yaar

War Chhod Na Yaar
War All Bekaar
War Kyun Hain Taiyyar
War Samjho Na Yaar
Samjho Na Yaar.

WRITERS

BEBAAK AMROHVI, FARAZ HAIDER, ASLAM KEYI

PUBLISHERS

Lyrics © Universal Music Publishing Group

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist