Overdose music ka main karun Rest in Peace Mac Miller
Apne future se main mila, haan
Mere sheesh mahal mein laga glass gorilla, uh
Be—asar tere shabdon ke baan
Jung mein na chalti zubaan
Dimaag tera karenge kharaab
Ye lafz jaise Modi ke bhakt samaan
Har waqt shakti se khade mere saath
Un sabko main aaj ye de doon zubaan
Ki main padh ke, chadh ke, ab kalam ke dum pe
Karne chala ghar mein bhi lad—jhagad ke
Log sar pakadte marne ke darr se
Par main unmein se ek jo bas kar guzarte
Inke latke—jhatke mere mat the chadhte
Mere shabd samajhne ko inke hafte lagte
Kaanon mein lagta mere dang bajte
Na hosh mein aaya, sirf hook mein
Main bilkul bhai jaisa high
Ghuchalun main gaadi se, kar doon bartadit
Mein na koi case testified
Mere rap ke mausam mein chalte main 24/7, 365
Ab palat do hawaayein, haan
Oonchi manzilein meri jaise Kuala Lumpur
Door teri pahunch se jaise Donald Trump, uh
Meri panjar bhoomi, sangharsh na jannat se kam, uh
Chhota shehar, Solan City, yahi apna Toronto
Raaste na phir bhi bhatke
Rehre—gehre saare bach ke
Saale baatein meri rat ke
Bante rapper hain na darr ke
Chadh ke manzilon ki chhat pe, boy
Thak ke loonga main kas ke, haan
Tukdon mein kaat doon in fukdon ko laat
Munh ka laat shabdon se jis din mulaqat hogi
Suni maine sabke, ab sun hogi sabki
Phaadne aaun to na sunun main na Rab ki
Phaadne ko bacha kuch nahi, padi sabki
Rap shuru kiya jab tab ki, haan
Na hosh mein aaya, sirf hook mein
Main bilkul bhai jaisa high
Ghuchalun main gaadi se, kar doon bartadit
Mein na koi case testified
Mere rap ke mausam mein chalte main 24/7, 365