Waqt se bhi aage khada Big B, Big B
Jhoomun jaise kashti mein
Waqt se bhi aage khada Big B, Big B, haan Big B
Kalakaari aise roz laati bhaari raashi, aye
Fark hai bas main khud hi nahi deshak
Dil lage tujhe toh tera bura
Main toh pehle paisa karun chase up
Aur aake pahadon ki hawa toh taste kar
Yahan ke wa maine shahe gawa
Main jo karta hoon gig aur pesh up
Lag jaaye barf, padne wali hai
Out of focus rakhun negative bande
Humare zone mein sharp hai saare
Jitni ghar pe door ki keys
Bhai tees guna car se bhi
Kaam kare aisa ghar pe khola khud ka bank
Waqt se bhi aage khada Big B, Big B
Jhoomun jaise kashti mein
Waqt se bhi aage khada Big B, Big B, haan Big B
Big B, lage simplicity bhi drip scene
Maare luxury gaadi mein drift bhi
Rappers brag karein nakli
De back—to—back jaise stickli
Ki bhaave yahan haath na nikle jeb se hain
Sharabi jaisi capacity hai
Ho gaya unhe jaise har EP se
Bank balance door se dekhun
Toh digit lage Aadhaar card
Maarenge hum hit baar—baar
Aur mera shahenshah sa character
Mindstate hip—hop underground
I feel future hoga bright
Toh dekhiye, chehra pehle se hi keh deta
Main paisa phenku phir bhi
Waqt se bhi aage khada Big B, Big B
Jhoomun jaise kashti mein
Waqt se bhi aage khada Big B, Big B, haan Big B