Blastoid! My mind is taunting me. Shout out! These thoughts are making me
Shinstoid! Khuli khayalon se khatma. Dard pe aru aur ye aatma. Na dikhti hai manzil aur raasta. Blastoid! I sleep but floating I just love pain. Suicidal thoughts are killing my brain
Maut ke farishte ab dikhte hai kyu? Jeene me aasa nahi chalo toh go, chalo toh go. Haan yaadein woh hasste hue thande se baste me zindagi meri ab khuli kitaab. Mrityu bhi raste me dekha jab mujhko toh haudi haudi nahi woh daudi betaab
Boli woh chal karte maut se milaap. Main bhi sab luta du kaudi ke bhaav. Bas mujhko lauta de mere woh pagal se adh mare Ghayal se music ke khwaab. Baaki saari cheezein mere kaam ki nahi toh mere kaam me woh tang deti kyu? Tang du main kaat sabki gaand du main faad meri marzi main jaise jiyu. Khud me shaitaan mera patthar ka dil bistar me hai kaate kar watlu toh chheele khaal aastha se mera na koi vaastha par ajat ke cheete meri peeth me ye. Blastoid! My mind is taunting me. Shout shout! These thoughts are making me
Shinstoid! Khuli khayalon se khatma. Dard pe aru aur ye aatma. Na dikhti hai manzil aur raasta. Blastoid! I sleep but floating I just love pain. Suicidal thoughts are killing my brain
Maut ke farishte ab dikhte hai kyu? Jeene me aasa nahi chalo toh go, chalo toh go. Aankhon ke niche gadde ye demons sacche. Baaton ke peeche dard hai. Karu main kaise in lakeeron me bhed jab blade ke mere haathon pe cut hai. Naseeb meri dard se fate jaise baithe hue nashe me. I'm getting paranoid sabko latka hue masebe. Hamare dil ki jaankashi me tujhe paas le fasaye. Khaali ghar me khada husn ko kar deta hai gaste. Haan mann me hai manusiyat mood kaisa puch mat. Khoona khoon kar du khud ko nakhunon se noch kar
Baansuron ko ponch kar na milne wala kuch bhi khud ki asliyat pe hans liya ab rona chahta foot kar. Mere paas na aa. Main khud se kya faasal tu aa ja na faas
Main darta nahi karne se khud ko daba
Jaise shoes mein foot but hai rahi gumraah
Hum ek baar nahi sochenge
Gaane mere roz hi tere rakhm kharochenge. Chupega kahan tu beta tere tak bhi pohchenge. Blastoid!