Yeah, yeah, yeah, it's Rap ID
Do ekam hum do, do duni chaar
Saath mere kaun? Saath mere yaar
Do ekam hum do, aur do duni chaar, aye
Do ekam hum do, do mujhe pyaar
Haan, main solo ride karna chahta tha
Ki chhod, chal ye kaisa raasta
Kara seena chauda baap ka
Ya ghar walon ki naak kata
Main problem, log todna chahte mera hausla
Par problem, ki jo tootega woh inka unclear
Hai yahan profit ki daud—bhaag
'Cause awesome mere dost na
Do ekam hum do, aur do duni chaar, aye
Do ekam hum do, do mujhe pyaar
Pow! Karein knockout seedha punchon se
Balls badi tere kanchon se
Life mein maangta kam lochhe
Par paas mein itna bas ho ke
Vansh chale mere vanshon se
Pow pow, gunshot control de
Hum sitaare, dikhte raat bhare
Ghar bhi reh rahe jhukaare
Toh surakti hi rahe inki kaare
Woh soche main rehta akela na re
Bae mere saath hain itne saare
Phir saath hi saath do raane padhne pade
Do ekam hum do, do mujhe pyaar