Jandaar, rokna zubaan par, jaan lenge saare jaankaar
Shandaar, soch hogi chaand par
Sannaata maidaan par, ye kaam taar phaad
Jandaar, rokna zubaan par, jaan lenge saare jaankaar
Shandaar, soch hogi chaand par
Sannaata maidaan par, ye kaam taar phaad
Jhaank meri aankhon mein, ye red jaise khoon
Bhara—poora dabke hai aslaaha baarood
Pradesh mein prakhyaat, hum proud Pahaadi
Kyunki pahaadon mein hi reh ke seekha jeene ka junoon
Aa, mantramugdh kar doon tere mann ko, shuddh kar doon
Antarman ki aag phoonk se vilupt kar doon
Aatma ko mukt karke raaz ko haan gupt rakh
Tu chup, tu hai kyun guftagu se?
Jo karna hai, woh karta jaaye
Zindagi mein das khat se na lagti bandi chhe
To kashmakash ki kashmakash se door hat ke
Chashme kas ke dekh meri nazar se
Ke jeene mein kami na rahe, seene se paseena bahe
Rukoon kaise, abhi tak to chand ghaav bhi na sahe
Jwala andar ki na dabey, shat—pratishat bhi na nabey
Lage jab hogi baatein bina kahe, tab banega
Jandaar, rokna zubaan par, jaan lenge saare jaankaar
Shandaar, soch hogi chaand par
Sannaata maidaan par, ye kaam taar phaad
Jandaar, rokna zubaan par, jaan lenge saare jaankaar
Shandaar, soch hogi chaand par
Sannaata maidaan par, ye kaam taar phaad
To kyun na khul ke naachoon main
Kaam mein sukoon, paisa na to la tarazu mein
Baazu mein jo lipte baithe saanp
Bars hai vinaashmay, hai naaz khud pe dhaansu main
Ye thought jaise ke dot, maare ve maut
Thokne ka shauk jinko, unko dahaad ka khauf
Hum kabhi masti mein masal dein
Dekhein ye musical missile kaise sambhaalte log
Na koi rok—tok, ab soch mein josh leke chal pada
Le chala haan mann jahaan main rakhta tha dam, wahaan
Phir pahuncha ek jagah jahaan pe raat tha sankra
Par mann chala tha banna kar, dimaag band, mann kaha