LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

UN-FORGOTTEN LOVE

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tujhe ab bhi yad meri aati hai na
Tujhe ye kali rate satati hai na
Fir meri awaj sunna chati hai na
Hai na hai na hai na

Tere hotho pe Mira hi jikar
Pr meri jaan mujhe teri hi fikar
jb tu chod ke gyi
Ruth gya kra Rab kra khud ka katal
jinda lass hu Mai
Tujh se hu sikha chal baaj hu mai
Tune hi sikhaya hai hunar
Hotho se lga ke hoth krdo katal
Ab paisa phele dunia sali bad mai hai
Teri hr bat is deemag Mai hai

hotho pe dua or hath mai mere jaam hai
is dil ka ab dhadakne ka kaam hai

Tujhe ab bhi yad meri aati hai na
Tujhe ye kali rate satati hai na
Fir meri awaj sunna chati hai na
Hai na hai na hai na


Mere bad tujhe kitne mile
Kitno ne puja tujhe kitne mre
Kitno ne pakdi Teri bahe
Kitne ansu tere liye khoon ke roye
Murde kbhi krte ni gile
tujhe bhi kbhi koi esa hi mile
Jispe tu lutaye sb kuch
Or 1 din tu bhi aashu khoon ke roye

Kya tujhe mera pyar ab bhi yad hai
Kya esa pyar mila mere bad hai

Ya tu khi ab bedhi akeli hai
Or ab tere mn Mai malal hai

Tujhe ab bhi yad meri aati hai na
Tujhe ye kali rate satati hai na
Fir meri awaj sunna chati hai na
Hai na hai na hai na

WRITERS

SUMIT KUMAR

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other