Phat jayega nazuk ye dimaag hai
Apna rakh dhyaan kar le dhyaan
Ye khyaal chod aa pichli sadi
Yea we like to keep it mellow
Feeling like we made of jello jello jai ho jai ho jai ho
Sakht Launda bhi yahaan pe marshmellow
I keep it mellow nowadays
Parvati Valley ane lete blessings and some peace
Pehnu Mala mein Rudraksh ki aur tijori mein
Lock rakhu diamond ke do piece
Paap badhe ja ra jag mein
BB Shivi dono pohoche hai Kasol
Bhagat roll pe roll pe roll
Ya phir khudse hum log khud hi lade jung
Us waqat bus tum ek bari bolo bum bole bum
Duma dum bhole bum bole bum
Stupid log pahadon mein dalein gand
Inke ghar pe hoti barkatein phir band
Bhola phir bhi kare maaf inhe
Feeling like we made of jello jello jai ho jai ho jai ho
Sakht Launda bhi yahaan pe marshmellow
Acha mein keh raha tha ki
Baat hai Pahad ki toh baat hai phir pyaar ki
Jo baat hoti pyaar ki toh bhai ji tayyar ji
Aakey dekh tu ye vaadiyaan pukarti hai
Aakey bhool ja tu sari baatein sansaar ki
Yahi toh baat hai tu ispe thoda sa toh dhyaan de
Aisi baatein janega jo zada nahi jante
Bhole ki kasam seedha dharti se chaand pe
Bijli Mahadev yahaan rakshak hai gaon ke
Yahan man bharle gyaan se
Aisi wali feeling milegi na kisi daam pe
Wahi jante jo saaf apne dil se
Ho ja connect devtaon ke hill se
Lagana dimaag apne andar tu jhaank
Bhole bole Bhole wahin pe hai milte
Feeling like we made of jello jello jai ho jai ho jai ho
Sakht Launda bhi yahaan pe marshmellow