Iss shehar ki, khaas hai baat
Miley kahani, miley jazbaat
Chahe gali ho, ya footpath
Ameer gareeb, yaha rehte saath
Mehman nawazi, dil me basti
Bhai kisi ka, ya koi hasti
Har dum hulchul, har pal masti
Miley kinara, milegi kashti
Film walo ki, nagri ye hai
Bhai logo ki, dagri ye hai
Chai vada ki, tapri bhi hai
Jeevan ki bhai, patri ye hai
Iss shehar ki, khaas hai baat
Miley kahani, miley jazbaat
Chahe gali ho, ya footpath
Ameer gareeb, yaha rehte saath
Mehman nawazi, dil me basti
Bhai kisi ka, ya koi hasti
Har dum hulchul, har pal masti
Miley kinara, milegi kashti
Film walo ki, nagri ye hai
Bhai logo ki, dagri ye hai
Chai vada ki, tapri bhi hai
Jeevan ki bhai, patri ye hai