Rehne do ise pal do pal ka karobar
Soche na hume iske aage ki subah
Dil ki saari ranjishon se
Suuni raatein bharta tera saath
Bhuli raahein jinse thi wafa
Andheron mein kabse main chupa hun
Tanha safar se main fanaa
Khaami lage na mujhe ab kisi ehsaas ki
Dil mein andhere ko bhi rehne do zara
Ho gar maut naseeb tere jism ki aag mein
Rakh ho jaane do yeh sama
Suuni raatein bharta tera saath
Bhuli raahein jinse thi wafa
Andheron mein kabse main chupa hun
Tanha safar se main fanaa