LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

BETAAB

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kya baat
Batane ko betaab
Kya baat
Batane ko betaab
Baante hum gham ke qisse
Din ke dhalte
Subah ho
Jaise phool khilte
Aur main aur tu hain uljhe
Is pal ke akhir me
Aur bolein kya
Ruke na
Jalta yeh lamha
Kyunke jaane na
Kya raabta
Lafzon me bhar ke
Tu mujh ko de de
Saari fariyaadein
Khaas tu mere
Dil ki dost
Kyun naaraaz
Hai jeena toh dushwaar
Magar jab qareeb aate hain tab toh
Kehkashaan ke safar pe hum do
Tu humraaz
Bataane ko betaab
Main ke yeh koi samajh na paata
Hum jaise logon ka iraada
Aur main aur tu hain uljhe
Is pal ke akhir me
Aur bolein kya
Ruke na
Jalta yeh lamha
Kyunke jaane na
Kya raabta
Lafzon me bhar ke
Tu mujh ko de de
Saari fariyaadein
Khaas tu mere
Dil ki dost
Jo kehna chahun
Na keh main paaun
Kyunki na samjhun
Main is duniya ko
Lafzon me bhar ke
Tu mujh ko de de
Saari fariyaadein
Khaas tu mere
Dil ki dost
Jo kehna chahun
Na keh main paaun
Kyunki na samjhun
Main is duniya ko

WRITERS

Rohit Bhau

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

None