Chede voh nazaakat se mujhe
Kaisi madhoshi mein gum hue
Aise Jaane bhi na du tujhe
(Aaj shab ki saajish hai)
Khone laga hai kehkashaan
Noor yeh kaisi hai farhaam
Raahein hain aisi ibtidaa
Ghairat nahi hai meherbaan
Aisa koi soche, kyun bikharna chahu mein
Kaise koi roke, din dhale, choor mein
Khwaishein chupi lafzon mein meri
Jalta tere har ek lamz se
Aise Jaane bhi na du tujhe
(Aaj shab ki saajish hai)
Khone laga hai kehkashaan
Noor yeh kaisi hai farhaam
Raahein hain aisi ibtidaa
Ghairat nahi hai meherbaan
Aisa koi soche, kyun bikharna chahu mein
Kaise koi roke, din dhale, choor mein