LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Dilber Ki Dileri Kya Kahiye

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Ishq Hai Awwal Haya Hai Phir Kya Ishq Ke Siwa Hai
Ishq Hai Awwal Haya Hai Phir Kya Ishq Ke Siwa Hai
Ye Ishq Hai To Hai Zindgani Dil Ki Yahi Sada Hai
Dilbar Ki Dileri Kya Kahiye
Dilbar Ki Dileri Kya Kahiye
Ho Dilbar Ki Jawani Kya Kahiye
Lo Ishq Ne Kar Di Yaaro Ki
Lo Ishq Ne Kar Di Yaaro Ki
Rangeen Kahani Kya Kahiye
Dilbar Ki Dileri Kya Kahiye
Ho Dilbar Ki Jawani Kya Kahiye

Kurban Adaon Par Uski Dil Ek Nazar Mein Chin Liya
Mujh Bhole Bhale Raahi Ka Saaman Safar Mein Chhin Liya
Naak Suhasa Muh Batua Sa Nain Se Tere Katore Hay
Naak Suhasa Muh Batua Sa Nain Se Tere Katore
Tane Dekh Ke Pagal Ho Gaye Haryane Ke Chhore
Chhori Sach Hai Na Chhori Sach Hai Na
Chhori Sach Hai Na Chhori Sach Hai Na
Us Roop Ke Bathe Dariya Ka
Us Roop Ke Bathe Dariya Ka
Chadta Hua Paani Kya Kahiye
Us Roop Ke Bathe Dariya Ka
Us Roop Ke Bathe Dariya Ka
Chadta Hua Paani Kya Kahiye
Dilbar Ki Dileri Kya Kahiye
Ho Dilbar Ki Jawani Kya Kahiye

Main Dur Hoo Lekin Yaad Meri Har Sham Use Aati Hogi
Lahra Ke Basanti Aanchal Wo Kheto Mein Khadi Gaati Hogi
Are Kya Gati Hogi
Kesariya Balam Aao Ni Padharo Mhare Desh
Kesariya Balam Aao Ni Padharo Mhare Desh
Ho Din Mein Do Do Khat Likhti Hai

Ho Din Mein Do Do Khat Likhti Hai
Wo Meri Deewani Kya Kahiye
Dilbar Ki Dileri Kya Kahiye
Ho Dilbar Ki Jawani Kya Kahiye

Na Chhaw Kishi Anchal Ki Mili
Barsi Na Koi Julfo Ki Ghata
Hum Sawan Sawan Jalte Hain
Le Jaye Kahan Ye Dil Pyasa
Ho Ranjhawaliya Ke Pakan Parothe
Ke Chadhiya De Aag Na Bhale
Ho Ranjhawaliya Ke Pakan Parothe
Ke Chadhiya De Aag Na Bhale
Ho Takiye Se Lipat Kar Katti Hai
Ho Takiye Se Lipat Kar Katti Hai
Har Raat Suhani Kya Kahiye
Dilbar Ki Dileri Kya Kahiye
Ho Dilbar Ki Jawani Kya Kahiye

Har Roz Nahin Sajti Khushiyon Ki Hasin Mehfil Hay
Khushiyon Ki Hasin Mehfil
Ha.. Hum Aaj Ke Saathi Hai Kal Jane Khan Honge Haay
Bichhde Bhi Agar Hum Tum Tanhai Ki Raaho Mein
Tanhai Ki Raaho Mein
Yaadon Ke Kai Chehre Manjil Ka Nisha Honge
Manjil Ka Nisha Honge
Milti Hai Mukaddar Walon Ko
Ho Milti Hai Mukaddar Walon Ko
Yaaron Ki Nishani Kya Kahiye
Dilbar Ki Dileri Kya Kahiye
Ho Dilbar Ki Jawani Kya Kahiye
Dilbar Ki Dileri Kya Kahiye
Ho Dilbar Ki Jawani Kya Kahiye...

WRITERS

Raamlaxman

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other