LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Bata Kya karu

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Aise na dekho tum mujhe
Ki kuch hota hai
Kaise mein karun bayaan
Ki Dil beqaraar hai

Tere khayalon mein kuch naya sa mehsoos ho raha Tera pyar ye rang naya sa lane laga hai

'Cause I'm in love with you
Kaise tujhko kahun
'Cause I'm in love with you
Bata kya karun
Tujh bin ab kya karu

Jabse dekha tujhe, tere ishq mein fanaa ho gaya
Teri mohabbat ka afsana ho gaya

Chahta hoon main, tu bane meri taqdeer
Meri Juliet nahi, meri shayari ki tasveer

Teri aankhon ka jadoo chal gaya
Mere Dil pe bas tera haq ban gaya

'Cause I'm in love with you
Kaise tujhko kahun
'Cause I'm in love with you
Bata kya karun
Tujh bin ab kya karu

WRITERS

Bhuvan Ahuja

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, ForeVision Digital

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other