I won’t walk on flame for you
You accept me the way I do
Umeedon ki parchaiyon mein
Dil cheer ke kyun dikhana pare jo baare
Andhere mein bhi mujhe dikhe teri do aankhein
Jaag ke hi soti hui sapne
Shabdon mein baya na ho aisa ishq na karo
Kadmon se jo ghutnon tak la de aisa ishq na karo
Sapno se jo Haqeeqat mitade aisa bhhrum na karo
Nazron se meri nazrein milale , yu muh na fero
Yun hume na kaho , yu hume na karo
ye zakhm leke jiya maine roz
Ye dakhal dene zindagi firse laya naya mor
Badal dete hain kismat jaise baadal ko diya morr
Ghazal ya musairah nahi jha ji bas chahte ni rona
Aisa ishq kiya na karo jo nahi hona
Beej ukhara mat karo, agar hai bona
Neend aaya mat karo humko nahi hai sona
Waqt zaya mat karo, yun baar baar kyu wapas aana
Itna gussaya mat karo agar nahi hai sharmana
Yu murjhaya na karo agar baad mein nahi hai khilna
Yun dil ko mere tora na karo agar baad mein tumhe nahi tha wapas se jurna
Sunke bhi pura ehsaas na mile
I won’t climb the hills for you
You walk with me like I do
When I drift away, its you