Aisa kyun hai ki jab hai meri taraf sau aankhein
Meri nazrein toh bas dhoonde tujhe
Kaisa hota agar hoti tu meri baahon mein
Main soch mein khoya tha, tune meri taraf dekha
Aur dheere se muskurake, mere paas aake
Look all the boys want me
And I like the way you move
Inn lamhon ka jo nasha yun chaa raha hai
Yunhi paas tere rehna chahu main
Ude jo teri zulfe behke befikri mein
Teri palke jhuke halke se
Look all the girls want me, umm
And I like the way you move
Lamho ko jee le tu saanson ko gin gin
Palko mein bhar lu mein khwabon ko chun chun (X2)