Hakuna Matata, Ye funda bemisal
Hakuna Matata, Harpal masti dhamal
Toh chal befikar rahne ka hai bindaas
Ye hai tension free philosophy
(Haan ye bhai log ka naara hai re)
(Apun bolta hai na kaun khule mein naha raha hai?)
(Ye hai do word ka funda, phir kaleja thanda)
(Abhi apne pumbe ko hi lele)
Ye jab bachpan mein chhota tha
Main toh bachpan mein chhota tha!
(Story mein bahut emotion hai)
Hai bhai ki body jaise khusboo ki dukaan
Khaana khaake chale khaali kar daale maidaan
Apun ka bhi hai dil, aur dil mein hai feeling
Thodi si hawa badli aur saare friends bhaage
(Apun nahi bhaaga aur aajtak pachtaaya)
Apun ka hua chela (Bhai reh gaya klela)
Apun socha badal dega naam (Angoor bolun ki aam?)
Dil ho jaata aadha har baar jab main paada
Bol tere ko sungh aareli?
(Nahi kya mast boo aareli)
Hakuna Matata, Ye funda bemisal
Hakuna Matata, Harpal masti dhamal
Toh chal befikar rahne ka hai bindaas
Ye hai tension free philosophy
Toh chal befikar rehne ka hai bindash
Ye hai tension free philosophy
Toh chal befikar rehne ka hai bindash
Ye hai tension free philosophy
(Bas re, bahot ho gaya re)
(Are abhi-abhi toh sur laga hai)
(Public ko pakane ka nahi re)
(Gaate-gaate tera wajan 2 Quintal badh gaya re)
(Jara chup karayega isko?)
(Tere is laad-pyaar ne bigad raklha hai isko)
(Mere laad-pyaar ne? gaana kisne shuru kiya tha?)
(Ye apan ka secret gaana tha, public mein bantne ka nahi tha)
(Haan to apan ka gaana hai toh saath gaana padega na?)
Kitni khubsurat shaam hai, aisi shaam to gaane gaane ka hai
(Dekh ab tu hi ise chup kara)
(Kya bhaltai sur laga raha hai bhai abhi kaan se khoon nikaleg?)
(Are toh chhote sahi gaane laga hai)