Dil ye baitha hai khamoshi mein parr
Dil ye baitha hai khamoshi mein parr
Yeh tujhko puchhe sathiyan ... Haye
Aisa v kya Jadu tune mujhpe hai kiya
Meri har baat tum pe aaye
mere yaadon mai tum samaye
Rang bharun tere hi sahare
Tujh sang khush hai ye baharein
Phoolon ki khusbu mehek aaye
Nazron mai hum tumhe basaye
Raaton mai neend ab na aaye
Tere sang ishq jo lada hai
Phoolon ki khusbu mehek aaye
Nazron mai hum tumhe basaye
Raaton mai neend ab na aaye
Tere sang ishq jo lada hai
Dil ye baitha hai khamoshi mein parr
Dil ye baitha hai khamoshi mein parr