LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Khwaab

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Roz jaagu main
Apne khwaab ke sahaare
Aasmaan dekhu roz
Mere sau hain bahaane
Ki main chhod du ye road
Jahaan harr koi chala hai
Yaa mod doon ye road
Jahaan khwaab ka pata hai
Mujhe aaj ka pata ni
Faasla pata ni
Par main haafta ni zaada
Toh iss khel me maza hai
Pehle agar laga bhi
It's not my cup of tea
Ab voh chaai wala swaad
Meri baat me ghula hai
Kehte aankh ki chamak khoyi
Sharaab ke sahaare
Fir sharaab ko hi syaahi bana
Likhne laga main
Baitha main ghar me
Aur udaan lete gaane
Mujhme jaan di sangeet ne
Aur likhta gya main
Ab roz subah jaagu
Apne khwaab ke sahaare
Eyes on the peak
Aasmaan ke nazaare
Mujhe bhai mile thode
Mere khwaab je sahaare
Mujhe jaante ab log
Thode kaam ke sahaare
Haan
Main gaane likhu
Sukoon ki baat hai
Kuch log dekhe views
Point of view ki baat hai
I'm in it for a dream
Mere khwaab ki baat hai bro
Mere khwaab ki baat hai

WRITERS

Vishal Gautam

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None