LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Virasat Live

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tere pankhon mein changaai hai
Yeshu naam bada hi chamatkaari hai
Tere choone se swasth ho gaya main
Tujhse mil ke sampoorna ho gaya main

Tere vachan, par main khada
Hu main changa, hu main riha
Tera vachan, sabse mahaan
Prabal hua, hai sarvada

Changaai meri virasat hai
Yeshu Tu hi meri hifaazat hai

Aaj yahan pe changaai hai
Tere chamatkaar ki baari aayi hai
Tujh ko chookar wo swasth kar raha hai
Sampoornta ka samay aa gaya hai
Aaj yahan pe changaai hai
Mere chamatkaar ki baari aayi hai
Mujh ko chookar wo swasth kar raha hai
Sampoornta ka samay aa gaya hai

Tere vachan, par main khada
Hu main changa, hu main riha
Tera vachan, sabse mahaan
Prabal hua, hai sarvada

Changaai meri virasat hai
Yeshu Tu hi meri hifaazat hai

Andhere ko roshni Tu banata hai
Jo hai nahi, kehkar use bulata hai
Sukhi huyi haddiyaan Tu jilata hai
Naamumkin ko mumkin kar dikhata hai

Tera lahoo, jis din baha
Saleeb se, ban kar shifa
Us din se mai, sab paponse
Sab shrapose, aazaad hua!

Changaai meri virasat hai
Yeshu Tu hi meri hifaazat hai

WRITERS

Samarth Shukla, Ashish Borkar, Nehemiah Kulo, John Israel, Philemon Anand, Thanga Selvam, Allen Ganta, Rohan Mane, Sam Alex Pasula, Prakruthi Angelina

PUBLISHERS

Lyrics © Integrity Music

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other