Main sochta tha, kya hoga mera
Par Tune aakar sab kuch badal diya
Meri haar, darr, bimaari, dard, shraap aur kathinaayi
Uss Kroos par Tune sab hara diya
Pavitra Aatma ki samarth se bhara
Main ghoshna karta hoon yeh
Waaris bana Tere raaj mein
Main baitha hoon unche sthaanon mein
Woh kabra khaali hai, ailaan karti hai
Yeshu nahi yahaan, Woh zinda hai
Woh Pavitra Aatma, mujh mein bhi hai
Jiski taaqat se Yeshu jee utha
Prakashan par isi, main hoon khada
Main ghoshna karta hoon yeh
Waaris bana Tere raaj mein
Main baitha hoon unche sthaanon mein
Mrityu, teri jeet kahaan?
Zinda hai, zinda hai Yeshu
Zinda hai, zinda hai Yeshu
Zinda hai, zinda hai Yeshu
Zinda hai, zinda hai Yeshu
Zinda hai, zinda hai Yeshu
Zinda hai, zinda hai Yeshu
Mrityu, teri jeet kahaan?
Main ghoshna karta hoon yeh
Waaris bana Tere raaj mein
Main baitha hoon unche sthaanon mein
Tu toh pehle se hi haara hai
Yahaan sab Yeshu ke yoddha hain
Tujhe Kroos par haraaya hai
Zinda hai, zinda hai Yeshu
Zinda hai, zinda hai Yeshu
Zinda hai, zinda hai Yeshu
Mrityu, teri jeet kahaan?
Zinda hai, zinda hai Yeshu
Zinda hai, zinda hai Yeshu
Zinda hai, zinda hai Yeshu
Mrityu, teri jeet kahaan?
WRITERS
Samarth Shukla, Ashish Borkar, Rijo Johny, Shravan Seytee, Nehemiah Kulothugan, John Israel, Rohan Mane, Sam Alex Pasula