Dekha jo pehli baar mene tumhe
Vo highschool ke pehle din pe
Dil mera le gayi tum chura ke
Vo pehli seat pe baithe hue
Socha ye sau dino tak ke kya karu
Aa kar me kese tujhse haan kuch kahu
Subha ki dhoop se bhi zyada
Alag sa he kuch chadha hai ye
Khayalo me ho ab tum har pal
Dekhu jidher mujhe aye nazar
Chori chupe tumhe dekha karu
Subha ki dhoop se bhi zyada
Alag sa he kuch chadha hai ye
Rote hue jo dekha tumko to
Haste hue jo dekha tumko to
Subha ki dhoop se bhi zyada
Alag sa he kuch chadha hai ye